Header Ads Widget

Responsive Advertisement

How to create a free profencial blog-फ्री मे ब्लोग् कैसे बनाये।

How to make a free blog on blogger.com



Hello,
           Friends hamne aap ko pichli post me bataya tha ki blog kya hota hai,blogger kise kahte hai,blogging kya hoti hai agar aap log nahi jante in sab ke bare me to aap us post ko bhi read kar sakte hai.

Post ko read karene ke liye yha click kare = what is blog,blogger & blogging?

Dosto aap agar jan chuke hai ki blog,blogging & blogger kya hota hai to ab aap bhi blogging karna chahte hai to aap ko sabse phle blog banna padega.
Me aap ko aaj yha batauga ki free me best blog kaise banaye to dosto aaj me aap ko bhane wala hu free blog create kaise kare wo bhi simple se steps me.
Us se phle dosto aap blogging se acha paisa kamana chate hai to me aap logo ke liye blogging ka full course le aauga aap mujhe youtube par follow kare subscribe kare mere youtube channal ko me aap logo ko 1000 subscribe hone ke baad free me full blogging course de duga.

How to make a free blog?

1. Sabse phle crome browser open kare or search bar me search kare blogger.

2. Ab aap ke samne blogger.com ki jo phli site dikh rahi h us par click kare.

3 site open hone par create a blog par click kare.

4. Ab aapse apke blog ka title pucha jayega aap apne blog ka title de.
 

5. Ab aap ko blog ka address pucha jayega aap ko ek phle se hi ek address de diya jayega, aap use change karna chahe to change bhi kr sakte hai.

6. Ab aap ek theme chose kare jo ki aap ke blog ke liye template hogi.
 
7. Lo aap ka blog ban gya hai ab baat aati hai aap ke blog ko costmize kaise kare.

Blog ko costmize kaise kare.

So friends umid karta hu aapne blog bana liya hoga agar aap ko kuch bhi samjh ni aaya to aap comment karke puch sakte hai.
Thanks

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ